You are here
Home > Keyword Research > Google Keyword Planner ka Use karke Keyword Research karna seekhiye

Google Keyword Planner ka Use karke Keyword Research karna seekhiye

keyword planner ka use karke keyword research

Google Ads (Adwords) Me Ek Keyword Planner Tool Hota hai .

Is Keyword Planner Tool ka use karke SEO ke Liye Keyword Research Ki ja Sakti hai.

Keyword Planner mainly Search Ads Chalane ke liye paid keywords ko shortlist karne ke liye use hota hai.

Isse hame valuable keywords to pata chalte hi hai sath me us keyword ka competition bhi samajh me ata hai.

Google ads me gmail ka use karke login kijiye.

Ab new account pe click kijiye aur new account create kijiye, billing aur other details fill kar dijiye.

Ab is account me login karke account dashboard pe jaiye.

Waha pe tools wale icon pe click karke keyword planner pe click kijiye.

Apne pasand ka keyword search karke forecast janiye.

Leave a Reply

Top